People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

suno ramzan ki daastan
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Suno-Ramzan-Ki-Dasta
suno ramjan ki dasta to suno
rahmato ka baya hai baya to suno
rahmato ka baya hai baya to suno
ladka tha ek sahar me jo husn bemisal
kamsin tha jiski umar thi samjho ki sat sala
ramjan ke jo chand pe uski najar padi
uske bhi dil me roze ki ek aarzu jagi
roza rakhunga mai bhi ye ma bap se kaha
sahri karunga mai bhi jaga dena tum jara
suno ramjan ki dasta to suno
rahmato ka baya hai baya to suno
rahmato ka baya hai baya to suno

ladke ki bat sunli magar kuch nahi kaha
ladka subah utha to hua unse wo khafa
samjhaya ma ne bap ne aye mere gulshita
roza nahi hai farz abhi tujhpe meri ja
nanhe se dil ko bat ka sadma bada hua
maa se kaha kuran me kahta hai ye khuda
roze ke bhukh pyas jo hasti uthayegi
us rozedar ko na ye to jakh jalayegi
kuran jisme utra suno wo mahina hai
tauba kabul karta khuda wo mahina hai
suno ramjan ki dasta to suno
rahmato ka baya hai baya to suno
rahmato ka baya hai baya to suno

aayi jo sar pe rat to wo jagta raha
shahri bhi karli chupke se khush hoke so gaya
utha subah to maa se kaha sara majra
maa ne bade hi pyar se usse ye kaha
roza na rakh sakega ye jidd chhod maan ja
de dungi apna roza tujhe mere dilruba
todunga mai na roza kabhi kuch na khaunga
akhir khuda ko kis tarah ye muh dikhaunga
maa ne kaha ki bukh lagi hogi ladle
garmi hai tujhko pyas lagi hogi ladle
kahne laga ki chahe jami par ho aftab
pani ka ek katra pina bada azab
suno ramjan ki dasta to suno
rahmato ka baya hai baya to suno
rahmato ka baya hai baya to suno

almukta sar jo gayi aa gayi asar
wo pyas jaan le gayi pathra gayi najar
maa ne kaha ki haye mera lal chal diya
iftari jo banai thi wo bhi na kha saka
roze ka waqt ho gaya lekin kaha hai wo
ab to khuda ki rah me aakhir rawa hai wo
itne me ek fakir ne aakar ye di sada
mai bhi hu rozedar ki lelo meri dua
jo kuch bhi paas ho mujhe khana khilayiye
matam ye kaisa hai jara itna batlayiye
aankho se aasuo ka janaza gujar gaya
maa bap dono bole ki bacha hi mar gaya

bola fakir ki mujhko khudara batao tum
lash kaha hai bete ka mujhko dikhao tum
sahil me lash dekh ke na jane kya padha
murde ke dil pe hath rakha or di sada
masum rozedar ki ab roza khol tu
kab tak yu chup rahega jara muh se bol tu
itna hi sunke bache ne fir aankh khol di
maa mamta ki mari thi usse lipat gayi
sahil nahi tha wo farishta khuda ka tha
bache ko jinda karke jo rupesh ho gaya
aati hai insan pe imtiha ki ghadi
allah pe jan de de wo marta nahi kabhi
marta nahi kabhi marta nahi kabhi marta nahi kabhi
zamane ki bate zamana hi jane
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Zamane-Ki-Baten/CSwC
zamane ki bate zamana hi jane
mohabbat ke jalwe lutane ke din hai
mohabbat ke jalwe lutane ke din hai
din hai lutane ke din hai
ji din hai lutane ke din hai
jo hoga wo hoga salamat raho tum
jo hoga wo hoga salamat raho tum
khuda ki kasam muskurane ke din hai
khuda ki kasam muskurane ke din hai
din hai lutane ke din hai
aji din hai lutane ke din hai
jo hoga wo hoga salamat raho tum

ye raat kya hai tumhari najar ka kajal hai
aji kajal hai
ye chand kya hai tumhari hasin payal hai
aji payal hai payal hai
ye kehkasha bhi tumhara hi sokh aachal hi
ye falak kya hai tumhara hi ujla saya hai
saya hai aji haan saya hai
khuda tumko rakhe hai jab tak ye aalam
khuda tumko rakhe hai jab tak ye aalam
tumhare to mauje manane ke din hai
tumhare to mauje manane ke din hai
din hai lutane ke din hai
ji din hai lutane ke din hai
jo hoga wo hoga salamat raho tum

husn ka naaz ho tum ek andaz ho tum
ishk ka raaz ho tum dil ki aawaz ho tum
dil ki aawaz ishk ka raaz ek andaz husn ka naaz
husn ka naaz ho tum ek andaz ho tum
tumpe kurban kare dil to kya jaan kare
tumpe kurban kare dil to kya jaan kare
dil to kya jan kare dil to kya jaan kare
aji dil to kya jaan kare
tumhare hi dam se hai sari bahare
tumhare hi dam se hai sari bahare
tumhare abhi gul khilane ke din hai
tumhare abhi gul khilane ke din hai
din hai lutane ke din hai
aji din hai lutane ke din hai
jamane ki bate zamana hi jane
zamane ki bate zamana hi jane
parwadigaraa
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Parwardigara/LwtGdA5
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara
hum besaharo ka tu hi sahara hum besaharo ka tu hi sahara
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara
rahmat ko apne kar de ishara kar de ishara
sailab ho jaye aalam sara sailab ho jaye aalam sara
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara

bago se nikle phal phul fir se phal phul fir se
bago se nikle phal phul fir se phal phul fir se
kheto me jhume fasle dobara kheto me jhume fasle dobara
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara

kaise duboyegi usko ye dunia kaise duboyegi usko ye dunia
usko ye dunia usko ye dunia tu dega maula jisko kinara
tu dega maula jisko kinara parwardgara parwaradgara
parwardgara parwaradgara

barse barse barse barse barse jhama jham rahmat ke badal
barse jhama jham rahmat ke badal rahmat ke badal rahmat ke badal
pyaso ko jhume lahrake dhara pyaso ko jhume lahrake dhara
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara
hum besaharo ka tu hi sahara hum besaharo ka tu hi sahara
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara
rahmat ka tamasha
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Rahmat-Ka-Tamasha/Bz
rahmat ka tamasha tu zamane ko dikha de
rahmat ka tamasha tu zamane ko dikha de
is tah ki gul naj ae guljar bana de
is tah ki gul naj ae guljar bana de
tu guljar bana de tu guljar bana de
rahmat ka tamasha tu zamane ko dikha de
rahmat ka tamasha tu zamane ko dikha de

tu kya hai shabnam bani shola
shabnam bani shola shabnam bani shola
tu kya hai sabnam bani shola
shabnam bani shola shabnam bani shola
tu chahe to har shole me ek phul khila de
tu chahe to har shole me ek phul khila de

chahega bachana to bacha lega wo hamko
bacha lega wo hamko bacha lega wo hamko
chahega bachana to bacha lega wo hamko
bacha lega wo hamko bacha lega wo hamko
lilha ko jalana hai to sau baar jala de
lilha ko jalana hai to sau baar jala de

dehke hue angaare use chhu nahi sakte
use chhu nahi sakte
dehke hue angaare use chhu nahi sakte
use chhu nahi sakte
wo keemat kya hai jise khush hoke uda de
wo keemat kya hai jise khush hoke uda de
khush hoke uda de khush hoke uda de
hum dono kabutar hote
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Hum-Donon-Kabutar-Ho
hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
oji kabutar haji haji kabutar
oji kabutar hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
hum dono kabutar hote agar

dushman ki mundero pe aksar
tu ud ke na baitha kari agar
tu ud ke na baitha kari agar
kyu fasti jal me dushman ke
kyu fasti jal me dushman ke
kyu tere par katarte katarte
hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
hum dono kabutar hote agar

mere dil ke chhaje pe
ek roz tu aakar baith jara
ek roz tu aakar baith jara
mat dur se choch dikha
mat dur se choch dikha
kahta hu mai tujhse darte darte
hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
oji kabutar haji haji kabtar
khwaja ji mere khwaja ji
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Khwaja-Ji-Mere-Khwaj
khwaja ji mere khwaja ki
ya khwaja ji khwaja ji
suno fariyad tum meri moino deen aj meri
suno fariyad tum meri moino deen aj meri
suno fariyad tum meri
labo pe nam tera or dil me aarzu teri
khwaja ji labo pe nam tera or dil me aarzu teri
or dil me aarzu teri
labo pe nam tera or dil me aarzu teri
or dil me aarzu teri
suno fariyad tum meri moino deen aj meri
suno fariyad tum meri moino deen aj meri
suno fariyad tum meri
moino deen aj me khwaja
moino deen aj me khwaja
meri moino deen aj meri
suno fariyad tum meri

suna hai maine is dahlij par
kismat badalti hai khwaja ji
suna hai maine is dahlij par
kismat badalti hai
jala de tu jise aandhi me bhi
wo shama jalti hai
jala de tu jise aandhi me bhi
wo shama jalti hai
aandhi me bhi wo shama jalti hai
jalegi shama kab meri moino deen aj meri
jalegi shama kab meri moino deen aj meri
moino deen aj meri moino deen aj meri
jalgegi shama kab meri
moino deen aj me khwaja
moino deen aj me khwaja
moino deen aj me khwaja
moino deen aj me khwaja
meri moino deen aj meri
suno fariyad tum meri

are kidhar se uthakar ye dil mujhko yaha laya
are kidhar se uthakar ye dil mujhko yaha laya
thikana fir kaha mera jo mujhko tune thukraya
thikana fir kaha mera jo mujhko tune thukraya
jo mujhko tune thukraya
nigahe luft kyu teri moino deen aj meri
nigahe luft kyu teri moino deen aj meri
moino deen aj me khwaja
moino deen aj me khwaja
moino deen aj me khwaja
moino deen aj me khwaja
moino deen aj meri, moino deen aj meri
moino deen aj meri, moino deen aj meri
moino deen aj meri, moino deen aj meri
khwaja ji mere khwaja ji
moino deen aj me khwaja
moino deen aj me khwaja

nigahe luft kyu teri moino deen aj meri
nigahe luft kyu teri moino deen aj meri
ya habibi ya habibi
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Ya-Habibi/R14sQzBfdA
ya habibi ya habibi ya habibi ya habibi
marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba
marhaba marhaba marhaba marhaba
pyar kurban pyar kurban pyar kurban
ya habibi ya habibi ya habibi ya habibi

aaj jashne khushnasibi hai
aaj jashne khushnasibi hai
hamare mulk me hamare mulk me
kaisi ronak kaisi dil farebi hai
kaisi ronak kaisi dil farebi hai
hamare mulk me hamare mulk me
marhaba marhaba marhaba marhaba
jashne sahana hai aaj
gardish me paymana hai aaj
jashne sahana hai aaj
gardish me paymana hai aaj
har taraf raksim mastana
jo bhi hai saaki ka diwana
tik tik chik chik tik tik ha
tik tik chik chik tik tik ha

marhaba marhaba marhaba marhaba
aye dilbare teri ada aye dilbare teri ada
ye jano dil tujhpe fida ye jano dil tujhpe fida
paymana bhar aankhe mila paymana bhar aankhe mila
pyas is dil ki bujha aa aa aa najdik aa
marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba
marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba

pyar kurban wai wai wai wai wai wai wai
pyar kurban wai wai wai wai wai wai wai
pyar kurban kar do elan aaya hai
mehman sadke dilo jaan kar do elan aaya hai
mehman sadke dilo jaan nacho gaao jhum lo
paymane ke lab chum lo
pure kar lo sab arman sab arman
wai wai wai wai wai wai wai ya
wai wai wai wai wai wai wai ya
ya habibi ya habibi ya habibi ya habibi
marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba
marhaba marhaba marhaba marhaba
pyar kurban pyar kurban pyar kurban
ya habibi ya habibi ya habibi ya habibi